Saturday 25 August 2012

Khizaan Ki Gard main Ya Mosam-e-Bahar main Hoon

Khizaan Ki Gard main Ya Mosam-e-Bahar main Hoon
Ye kaisa Mor Hai main Kis K Intazar main Hoon

Shab-e- Sayah main Bhala koi Sath Kia Daita
Main Be charag Musafar Hon or Ghubar main Hoon

Mera Shaouar Behalta Nahi Hai Lafzon Se
Main Tare Khat k Nahi Tare Intazar main Hoon

Badan main Roshani Khushboo K Sath ayi Hai
Main Tare Khwab main ya Mosam-e-Bahar main Hoon

Kisi se Koi Gilla Hai Na Khush Gumani-e-Dil
Kai Dinoon se Ajab Tarha K Fashar main Hoon

3 comments:

  1. this shayri to all lovers...1ladki jab gali se gujarti thi to 1 manchala ladka usko dekhta tha wo ladki nakaab me hoti thi toh us nakaab ko dekhkar ladka kehta tha....ke aye parda nashe parda utha meri mohabbat kobool kar jalwa dekha... ladki nakaar kar chali jati thi koi jawab nhi deti thi ladka bahot afsos rehta tha har roz ladki ko dekhta tha yehi jumla kehta tha ke aye parda nashe parda utha meri mohabbat kobool kar jalwa dekha ldki nakar kar chali jaati thi.....teesre roz fir usko dekha fir kaha ke aye parda nashe parda utha agar tune parda nhi uthaya to me khud khushi kara lunga... chohte roz jab ladki gali se guzri to wo mannchala ladka usko nhi dekha ladki ko bahot afsoos hua...logo se pucha kaha he to logo ne bataya beti usne to tumhare gum me khud khusi kar li he....to ladki uski kabrr par gai aur kehne lagi aye mere gumnaam ashik aayi hoon teri kabrr par..aye mere gumnaam ashik ai hoon teri mazaar par le rukh se parda hata diya jee bharke mera deedaar kar,..to kabrr me se awaaz aai ya khuda ye tera kaisa insaa he..aaaj me parde me hoon aur wo be nakaab he......:'( ♥.... ♥♥

    ReplyDelete
  2. Zindagi Se Kuch Nahi Manga Ek Tere Siva,

    Zindagi Ne Sab Kuch Diya Bas Ek Tere Siva...!!♥

    ReplyDelete
  3. Mei'n Usko Bholna Chahou'n Tu Kia Karou'n Ay Dil,

    Wo Mujh Mei'n Zinda Hy Khud Meri Zaat Honey Tak...!!

    ReplyDelete